"Kashmir Trip: 5 Din ka Complete Travel Plan | Budget, Places aur Tips"
Kashmir ko "Jannat-e-Kashmir" kaha jata hai. Barf se dhake pahad, sundar jheel aur nature ki khoobsurti ise India ke best travel destinations me se ek banati hai.
Day 1: Srinagar
Dal Lake me Shikara ride
Tulip Garden
And Evening me local market and apne hotal me rest karo.
Day 2: Pahalgam
Betaab Valley
Aru Valley
River side views
Day 3: Gurez Valley
Snow mountains
Scenic roads
Village life ka experience
Day 4: Gulmarg
Gondola ride
Snow activities
Mountain views
Day 5: Srinagar Return
Shopping (Kashmiri shawl, dry fruits)
Airport return
Budget Tips:
Advance hotel booking kare
Shared taxi se cost kam ho sakti hai
Weather ke hisab se kapde le jaye
Conclusion:
Kashmir ek aisi jagah hai jahan ek baar jana yaadgar ban jata hai.













1 टिप्पणियाँ:
Kashmir trip plan karne me madad milegi.”
एक टिप्पणी भेजें
सदस्यता लें टिप्पणियाँ भेजें [Atom]
<< मुख्यपृष्ठ