Goa trip kaise plan kare (Budget me complete guide)
Goa India ka sabse popular tourist destination hai. Agar aap kam budget me Goa ghumna chahte hai to ye guide aapke liye hai.
1. Goa ka best time
November se February tak Goa jane ka best time hota hai. Is time weather thanda aur pleasant hota hai.
2. Kaise pahunchhe
Flight: Sabse fast
Train: Budget option
Bus: Sasta aur convenient
3. Budget planning
Hotel: ₹800–1500 per night
Food: ₹300–500 per day
Travel: ₹200–500
4. Ghumne ki jagah
Baga Beach
Calangute Beach
Fort Aguada
5. Tips
Advance booking kare
Off-season me sasta milta hai
Bike rent le sakte hai explore karne ke liye

0 टिप्पणियाँ:
एक टिप्पणी भेजें
सदस्यता लें टिप्पणियाँ भेजें [Atom]
<< मुख्यपृष्ठ